Alone in world
kyun ham kabhi apne aap ko akela,single,akele main haste hai jaisi mahsus karte hai
kyun ham us baat ko sochte hai jiski wajah se ham khud ko akele mahsus karte hai,
ham us baat ki taraf kyun attract hote hai jisse ham akele ho jate hai,
hame aisa kyun lagta hai ki ab is jahan main kuch bhi nhi raha.
kabhi kabhi ham aksar akele rahte hai aur thik hai,jo hua acha hua,nhi aisa nhi ho chahiye,uski bhi majburi hoge,uper wala aisa kaise kar sakta hai etc.
Ham in sab baato ko is liye yaad aati hai kyun ki un baato se kabhi hame be intiha love aur khushi mili thi,aur ham un baato ko yaad kar khush raha karte the,likin jab wahi dream khatm ho jata hai aur jab yahi sab baate hame yaad aati hai to hame kabhi kabhi hurt bhi karti hai aur khushi bhi deti hai.
Hurt isliye karti hai kyun ki aaj ham us jahan se nikal gye hai,
Aur khushi isliye hoti hai kyun ki ham kabhi us jahan main the.
haan kabhi jab aap kisi ko fist time dekhte ho to aap ko ajib c feeling hoti hai.
aap ye sochne lagte hai aisa kyun hua,aap uske baare main jaane ki kosis karne lagte hai,aap usko pane k liye kuch bhi kar sakte hai chahe aapki beijjati hi kyun na likin aap kisi bhi tarah uske baare main janna chahte hai,
ye sayad first attction of love hota hai jo life k liye acha hota hai aur kabhi dino tak ya life time tak chalta hai.
wo love nhi chalta jo jabrdasti sirf kuch pane k liye kiya jata hia hame in sab se bachna chahiye.
LOVE MAIN IMPORTANCE BIELIVNECE KA HOTA HAI JO LOVE KA STRONG POINT HAOTA HAI.
No comments:
Post a Comment