Wednesday, March 24, 2010

my socking stry in skul


ye wakya us din ka jab main class 7th main tha.tab main cricket kabhi khelta tha.
ek din school main cricket match hua to saare school k bous and girls the hame cheer kar rhe the
us waqt main stike pe tha tabhi ball mere privat place per lagi us din kabhi dhand thi.aur us dhand main mujhe garmi aur pasina aane laga aisa laga ki jun ya july ka month ho.
mujhe office main le jaya gya.waha mujhe kuch araam mahsus hua. tabhi meri frnd aayi usne pucha thik ho tab main kaha ab main thik hun us waqt mujhe kuch samjh main nhi aa rha tha.ikin 10min.15min k baad jab mujhe aaram hua to wah phir aayi phir usne pucha ab kaisa dard hai.mujhe hansi aane lagi main usse hanste huye kaha main thik hun tum jao.main us waqt kabhi ambrs feel kar rha tha.
2nd day jab main school gya to mujhe use dekh kar hansi aane lagi.likin phir maine usse mafi manga.main use kaha o privat palce hai us per...........ab samjh jao.o hasne lagi hamne kaha hanso mat main ambrase ho rha hun.
likin usne mujhe kabhi help kiya.oh kahti thi ki mujhe tumhare saaath kabhi acha lagta hai.likin main jald hi lucknow aaya tha mujhe kuch pata nhi tha..hum dono saath bus main baithethe the.
main lunch nhi le jata tha to principle se jakar kah deti thi.oh mujhe apna lunch deti thi.main usse kah tha yaar mujhe lunch lana ajib lagta hai.likin o kahti thi frndshp k liye laya karo.
last day school ka .........
us din main aur o bus main saath baithe aur paper per disctin kar rhe the.likin usko pata nhi tha ki ye last journy hai meri uske saath.
jab mera ghar aaya to jab main bus se uter raha tha tab usne ek baat kahi.
BHAI HO TO TUMHARE JAISA.BHAI NA HO TO TUMHARE JAISA.usne kaha ki samjh gye main kaha haan.likin actly main main samjha nhi tha. kuch time baad mujhe iska matlab samjh main aa gya. o mujhese love karti thi.
likin ab o time aur haalat saath nhi the.kyun ki main ab us jahan aur us jagah se aur usse dur chala gya tha.

No comments:

Post a Comment