basicly three types k cloths hote hai..
first.. ek wo jo aap pahnte ho,usko kabad se lekar har gande kam tak use kar sakte ho jiski koi value nhi hoti hai,,aap use kabhi tawajjo nhi dete ho.
seocnd... ek wo cloths hota hai jo importnce book jaise ki islamic book etc. us book k clth ko aap kabhi phekte nhi ho,usko chumte ho,sine se lagate ho,uski respect karte ho,
thrd.. ye wo clths hai jise dkhkar ya sunkar aksar insan soch main pad jata hai,uske baare main soch kar darne lagte hai wah apne khuda ko yaad karne lagta hai.is clth ko wo apne puri jindagi main wo nhi pahnta hai wo sirf jab duniya se ruksat hota hai to use wo pahnta hai..JISE HAM KAFAN KAHTE HAI.